Latest News and Status

Post Top Ad

Post Top Ad

Monday 9 October 2017

सिर्फ तीन दिन में दांतों का पीलापन दूर करे | Teeth Whitening Tips in Hindi |

सिर्फ तीन दिन में दांतों का पीलापन दूर करे | Teeth Whitening Tips in Hindi |





Namskaar Dosto aaj me aap ko ek aise Gharelu nushkhe ke baare me bataunga jishka use karke aap apne pile Danto ko  sirf  teen dino me safed ek dam chamkila bana shakte hai.

Friends bahut sare logo ki ye Problem rahi hai ki unke daat pile pad jate hai ya fir unke danto ke upar pili parat ban jaati hai jo koi bhi tuth peste use karne se nahi jati hai.

Dosto ye parat akshar un logo ke danto me padti hai jinhe smoking ka sokh ho, tambaku ya Gutkha khane ka sokh ho.

Jo log black Coffee ya Fir ek dum kadak Tea pite hai or ishke baad apna mu saaf nahi karte hai unke daat bhi pile ya kaale pad jaate hai.

ye pila pan kaise dur kare ye sabhi ki problem hai.

yaha par me aapko ye problem dur karne ka aashan Gharelu nuskha batane vala hu.

Friends ish Nushkhe ke liye hame jo chije chahiye vo hai


Backing Soda

Koi bhi Unflavoured Tuthpeste

Nimbu ka ras

in teeno ki Help se hum vo nuskha banayenge.

hame aadhi spoon turhpest lena hai or ishme hame half tea spoon backing Soda milana hai. or fir hame ishke ander 3-4 bunde Nimbu ka ras milana hai or ishe acche tarike se Mix kar lena hai.

Ab hame Is mishran ko apne danto me lagana hai or danto ko aache se brush karna hai saaf karna hai.

ish nushkhe ko aap ek week me 3 baar use kar shakte hai agar aapke baad jyada pile ho to. Fir hapte me 2 baar use kare or pila pan Dur ho jaye to aap hapte me ek baar ishe use kar shakte hai.

ish se aapke dant ek dum safed ho jayenge or pila pan chala jayenga.

Sath me aapko backing soda hai vo jyada nahi lena hai kyun ki jyada Backing Soda Problem Create kar Shakta hai ye baat hi dhyan rakhna hai.

Dosto ye Nushkha bahut kargar hai jo aapke Teeth ko white banane me aapki help karega.

aagar aapko koi bhi Question hai to aap Comment me likh shakte hai.


No comments:

Post a Comment

Holi Status Wishes SMS Quotes Shayri Songs Festival of Colour

बदरी छाई है फागुन की, फिर हुड़दंग मचाएंगे एक रंग में सबको रंगकर फिर से होली मनाएंगे… Happy Holi

Random Posts

randomposts
Hi Friends My Name Is Mukesh Rathod.
I am Blogger, Internet Marketer, SEO Expert and Also Youtuber.
I am From Ahmedabad Gujarat.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Total Pageviews